Monday, February 06, 2006

Mohabbatein theme song-coder ki zabaani!!!

Got this as oone of the forwards in my inbox and it sounds kool plus i tried singing it too:p!!

Ek Trainee tha anjana sa coding karne se woh darta tha...
Copy paste karke, idhar udhar se pooch ke coding kiya karta tha,

Choree choree chupke chupke discussions mein soya karta tha...
Jab delivery honee hotee thee raat raat bhar jagta tha...

Kuch aata nahee tha usko.. jane kaise deliver karta tha...
Jabbhee milta tha kisee doosre developer se, unse poocha karta tha...
Coding kaisee hotee hai, yeh coding kaisee hotee hai ?

Aur woh developers bas yahee kah paate the.....

"Ankhe khulee ho ya ho band deedar code ka hota hai...
kaise kahoo mai o yaro yeh code kaise hota hai.....
tururururururururu ru ru ru ru ru...."

"Kya hai yeh jadoo hai koyee code jo chal jata hai,
fix karke bugs hazaro deliver ho jata hai..."

"Door kahee onsite per hote hai yeh sare faisle,
kaun jane koyee bug kab kaise kaha mile,
jiske naseeb mein ho likha acceptance useeka hota hai...
kaise kahoon mai o yara yeh code kaise chalta hai..tururururururururu

0 Comments:

Post a Comment

<< Home