Wednesday, May 24, 2006

Phir Kya Khoya, Kya Paaya??

Doosron Mein Khudh ko Khokar
Maine "Main" Ko Paaya
Kitne Haseen Palon Ko Milakar
Bana Yeh Jeevan Ka Saaya

Doosron Mein Khudh Ko Paakar
Maine Unhe "Unhi" Ke Tarah Paaya
Kitne Haseen Yaadon Ko Sanjokar
Bana Yeh Bhi Jeevan Ka Saaya

0 Comments:

Post a Comment

<< Home