Friday, May 19, 2006

Bhool Jaa...

In ansoonon se kisko kya hua hansil
Mana kehna hai asan nibhana hai mushkil
Phir bhi ae yaar mere
Sunle meri intezaaa

Bhool ja Jo hua use bhool ja hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza un yadon ko bhool ja


Wo to nahin tha teri wafon ke kabhil
Jane kya soch kar tune de diya apna dil
Is baar dil ka sauda karna na yun bewajhah


Bhool ja Jo hua use bhool ja hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza un yadon ko bhool ja

Teri zindagi teri hai kisi ki amant nahin
Jab chahe tod de aese ek imarat nahin
Is baar dil ka sauda karna na yun bewahja

Bhool ja Jo hua use bhool ja
hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza
un yadon ko bhool ja

Sometimes all I want is amnesia...

0 Comments:

Post a Comment

<< Home